Tu hi ehsason mein,
Tu hi jazbaton mein,
Tu hi lamhaton mein,
Tu hi din raaton mein
Bakhuda tumhi ho,
Har jagah tumhi ho,
Haan mein dekhua jahan jab,
Uss jagah tumhi ho,
Yeh jahan tumhi ho,
Wo jahan tumhi ho,
Iss zameen se falak ke,
Darmiyaann tumhi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho Tum hi ho
Kaise bataye tumhe,
Aur kis tarah yeh,
Kitna tumhe hum chahte hai,
Saaya bhi tera dikhe,
To paas jaake,
Usmein simat hum jaate hai,
Raasta tum hi ho,
Rehnuman tum hi ho,
Jiski khwahish hai humko,
Wo panah tum hi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho
Tum hi ehsason mein,
Tum hi jazbaton mein,
Tum hi lamhaton mein,
Tum hi din raaton mein...
Kaise bataye tumhe,
Shab mein tumhare,
Khwaab haseen jo aate hai,
Kaise bataye tumhe,
Lamz wo saare,
Jism ko jo mehkate hai
Iftida tum hi ho
Intehaan tum hi to
Tum ho jeene ka maksad
Aur wajah tum hi ho...
Bakhuda tumhi ho,
Har jagah tumhi ho,
Haan mein dekhua jahan jab,
Uss jagah tumhi ho,
Yeh jahan tumhi ho,
Wo jahan tumhi ho,
Iss zameen se falak ke,
Darmiyaann tumhi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho Tum hi ho